do din ki zindagi hai, do din ki zindagi hai
is par na phul pyare
rah jayenge yahi par
dunia ke thath sare
do din ki zindagi hai, do din ki zindagi hai
teri samjh pe kab tak
parde pade rahenge
teri samjh pe kab tak
parde pade rahenge
ye kothiya ye bangle
yuhi khade rahenge
ye kothiya ye bangle
yuhi khade rahenge
aakash me, aakash me hamesha heere jade rahenge
aakash me hamesha heere jade rahenge
tere na hone par bhi
tere na hone par bhi
chamkenge chand tare
do din ki zindagi hai, do din ki zindagi hai
hardum wo dekhta hai
jo bhi tu khel khele
hardum wo dekhta hai
jo bhi tu khel khele
uski nigah me hai
ye zindagi ke mele
uski nigah me hai
ye zindagi ke mele
dunia, dunia me hi rahenge
dunia ke sab jhamele
dunia me hi rahenge
dunia ke sab jhamele
par tu yaha na hoga
par tu yaha na hoga
honge sabhi najare
do din ki zindagi hai, do din ki zindagi hai
dhokha hai teri surat
vyopar teri chahat
dhokha hai teri surat
vyopar teri chahat
ye rang rup daulat
sukh chain or izzat
ye rang rup daulat
sukh chain or izzat
rah jayegi
rah jayegi dharri sab
magrur teri takat
rah jayegi dharri sab
magrur teri takat
rah jayegi rah jayegi rah jayegi
jayega jab yaha se
jayega jab yaha se
hatho ko tu pasare
do din ki zindagi hai, do din ki zindagi hai