do din ki jindagi hai
do din ki jindagi hai
is par na ful pyare
rah jayegi yahi par duniya ke chhante sare
do din ki jindagi hai
do din ki jindagi hai
teri samjh par kab tak parde pade rahenge
teri samjh par kab tak parde pade rahenge
ye kothiya ye bangale yun hi khade rahenge
ye kothiya ye bangale yun hi khade rahenge
aakash me
aakash me humesha hire jade rahenge
aakash me humesha hire jade rahenge
tere na hone par bhi
tere na hone par bhi chamkenge chand tare
do din ki jindagi hai
do din ki jindagi hai
har dum wo dekhta hai jo bhi tu khel khele
har dum wo dekhta hai jo bhi tu khel khele
uski nigah me hai ye jindagi ke mele
uski nigah me hai ye jindagi ke mele
duniya duniya me hi rhenge duniya ke sab jhamele
par tu yaha na hoga
par tu yaha na hoga honge sabhi najare
do din ki jindagi hai
do din ki jindagi hai
dhokha hai teri surat vyopar teri chahat
dhokha hai teri surat vyopar teri chahat
ye rang rup dault sukh chain aur ijjat
ye rang rup dault sukh chain aur ijjat
rah jayegi dhari sab magarur teri takat
rah jayegi dhari sab magarur teri takat
rah jayegi rah jayegi rah jayegi
jayega jab yaha se
jayega jab yaha se hatho ko tu pasare
do din ki jindagi hai
do din ki jindagi hai