do do aane chaku char aane katari
dil ke badle dete hai hum dil ki duniya sari

dekhe tere chaku dekhi teri katari
dil ka sauda nahi karenge hamko jan hai pyari
aaj sauda karle pyare kal warna pachtayega

is saude se baz aaya main dil ka khun ho jayega
chaku se bhi tej hai jalim najar teri do dhari
dil ka sauda nahi karenge hamko jan hai pyari
do do aane chaku char aane katari
dil ke badle dete hai hum dil ki duniya sari
bachpan se is dil ko hamne nazo se hai pala

kaid tera duniya ki isko laga diya kyu tala
haldi papad chuhe jaise bano na tum vyapari
dil ke badle dete hai hum dil ki duniya sari
dekhe tere chaku dekhi teri katari
dil ka sauda nahi karenge hamko jan hai pyari
jitna tum inkar karoge utna hi dil aayega

dil ki bato me jo aaya jite ji mar jayega
shiri or farhad ke dil ko yahi to thi bimari
do do aane chak char aane katari
dil ke badle dete hai hum dil ki duniya sari
dil ka sauda nahi karenge hamko jan hai pyari
Film cast: Mahipal, Amita, Hiralal, Sunder
Singer: Geeta Dutt, Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar, Shamshad Begum
Lyricist: Anjum Jaipuri
Music Director: Chitragupt
Film Director: Kundan Kumar