do hi lafjo ka tha ye afsana
jo suna par khamosh ho baithe
ek ada ye ke tumako paya tha
ek ada ye ke tumako paya tha
bhala koi kyun kar tumhe bhul jaye
bhala koi kyun kar tumhe bhul jaye
bhulane se tum aur bhi yaad aaye
bhulane se tum aur bhi yaad aaye
na socha na smjha na dekha na bhala
na socha na smjha na dekha na bhala
chale aaye hum tujhpe duniyan lutane
chale aaye hum tujhpe duniyan lutane
na mano magar jab se tumse juda hai
na mano magar jab se tumse juda hai
tumhari kasam hum nahi muskuraye
tumhari kasam hum nahi muskuraye
bhala koi kyun kar tumhe bhul jaye
bhala koi kyun kar tumhe bhul jaye
bhulane se tum aur bhi yaad aaye
bhulane se tum aur bhi yaad aaye