do pal ki zindagi hai
ek pal ki hai jawani
aao ham tum is pal ka le maja
do pal ki zindagi hai
ek pal ki hai jawani
aao ham tum is pal ka le maja
hai mausam suhana diwana dil hai
juda ho ke jeena ab mushkil hai
dil pe chhaya hai mahobbat ka nasha
aao ham tum is pal ka le maja
hontho pe narmi hai saanso me garmi hai
doori mita do sanam arey baanho me aa jao
seene se lag jaao ye faasla hoga kam
hontho pe narmi hai saanso me garmi hai
doori mita do sanam arey baanho me aa jao
seene se lag jaao ye faasla hoga kam
dhadkata ye dil hai machalta ye dil hai
juda ho ke ab mushkil hai
jab se tune mujhko hai chhua
aao ham tum is pal ka le maja
dil ko na tadpaao julfo ko bikharaao
khushboo me kho jaau main
dil ko na tadpaao julfo ko bikharaao
khushboo me kho jaau main
tumse mahobbat hai ye meri kismat hai
ab teri ho jaau main
ha dhadkata ye dil hai machalta ye dil hai
juda ho ke jeena ab mushkil hai
pahle to kabhi aisa naa hua
dil pe chhaya hai mahobbat ka nasha
do pal ki zindagi hai
ek pal ki hai jawani
aao ham tum is pal ka le maja
hai mausam suhana diwana dil hai
juda ho ke jeena ab mushkil hai
dil pe chhaya hai mahobbat ka nasha
aao ham tum is pal ka le maja
dil pe chhaya hai mahobbat ka nasha
aao ham tum is pal ka le maja