dono behne kis liye
hasti hai jab bhi pani bharne
aati hai aur hasti rehti hai
aati hai aur hasti rehti hai
dono behne kis liye
hasti hai jab bhi pani bharne
aati hai aur hasti rehti hai
aati hai aur hasti rehti hai
kya raste ke par koi
rahagir khada dekh raha hai
pedo ki chawo ke neche kone se chup ke
isliye kya hasti rehti hai
dono behne hasti rehti hai
kyu yehi pe aake kalsi chalk uthti hai
kisliye aankho ke taare chamak uthte hai
pass hi bechani se koi aaha bharata hai
kyu yahi kalsi ka pani chalk uthta hai
kab talak wo aankhyo se usko dekh leti hai
isliye kya hasti rehti hai
dono behne hasti rehti hai
dono behne kis liye
hasti hai jab bhi pani bharne
aati hai aur hasti rehti hai
aati hai aur hasti rehti hai
kya raste ke par koi
rahagir khada dekh raha hai
pedo ki chawo ke neche kone se chup ke
isliye kya hasti rehti hai
dono behne hasti rehti hai
sach to yeh hai tagor ko
abhi tak palak palak tak hi jana hai
uska pura fark to jana hi nahi
wo aankh me bhari bund nahi
wo aankh me bhara hua samander hai
ek fasal ki tarah uga hua
zamim par ek saksh
aas pass barho maha gun gunata hai
gaon se lagi hui nadi hai ek bhari hui
jis pe barho maha bund bund aasma barsta hai