Lyrics of Dono Jahaan Teri Muhabbat Mein Haar Ke - दोनों जहान तेरी मुहब्बत में हार के 
     
dono jahaan teri muhabbat mein haar ke 
woh ja raha hai koyi shab-e-gum gujaar ke
dono jahaan teri muhabbat mein haar ke
woh ja raha hai koyi shab-e-gum gujaar ke
viraan hai maikada hun saagar udaas hai 
tum kya gaye ki ruth gaye din bahaar ke 
woh ja raha hai koyi shab-e-gum gujaar ke
bhule se muskuraa toh diye the woh aaj faiz 
mat puchh walwale dil-e-naakar dakaarke 
woh ja raha hai koyi shab-e-gum gujaar ke
dono jahaan teri muhabbat mein haar ke
woh ja raha hai koyi shab-e-gum gujaar ke