rab de kolon manga main duawan
jodd ke hath sau waari
rutan is aangan wich aawan
aawan waaron waari
kachhe dhaage na toote
hathon se hath na chhoote
kachhe dhaage na toote
hathon se hath na chhoote
is aagan mein rahe goonjati
yuhi pyar ke looriyan
doriyan doriyan pyar se bhandhi doriyan
doriyan doriyan rishton ki ye doriyan
doriyan doriyan pyar se bhandhi doriyan
doriyan doriyan rishton ki ye doriyan
kaala doriya kunde naal adeya ei oye
ke chota dewara bhabhi naal ladeya ei oye
gall sun dewara teri ik bharjai ve
na lad soneya teri dur bhalai oye
kaala doriya kunde naal adeya ei oye
ke chota dewara bhabhi naal ladeya ei oye
hasti rahe khilti rahe khushiya dil ke dware
rishton ki dharti pe aati rahein baharein
hasti rahe khilti rahe khushiya dil ke dware
rishton ki dharti pe aati rahein baharein
hasta ye pariwar rahe, yuhi dilon me pyar rahe
hasta ye pariwar rahe, yuhi dilon me pyar rahe
kabhi na aaye koi judai
rahe salamat jodiyan
doriyan doriyan pyar se bhandhi doriyan
doriyan doriyan rishton ki ye doriyan
doriyan doriyan pyar se bhandhi doriyan
doriyan doriyan rishton ki ye doriyan
akhiyon se dur kabhi ho na ya rab apne
rangon se saje rahe is jeevan ke sapne
akhiyon se dur kabhi ho na ya rab apne
rangon se saje rahe is jeevan ke sapne
jaise baag bahar se, ye ghar mehke pyar se
jaise baag bahar se, ye ghar mehke pyar se
pyar hi ho pehchan dilon ki
mit jaye sinazoriyan
doriyan doriyan pyar se bhandhi doriyan
doriyan doriyan rishton ki ye doriyan
doriyan doriyan pyar se bhandhi doriyan
doriyan doriyan rishton ki ye doriyan
doriyan doriyan doriyan