aankho me haya ke kayi pehre bithaye hai
kehne ko milne akele wo aaye hai
aankho me haya ke kayi pehre bithaye hai
kehne ko milne akele wo aaye hai
duriyaa ne majburiya teriyaane
duriyaa ne majburiya teriyaane
ban gaye hai bhole bhale, khud pe laga ke pyale
aur pyase pyase hai hum saamne labo ke pyale
ban gaye hai bhole bhale, khud pe laga ke pyale
aur pyase pyase hai hum saamne labo ke pyale
chehre pe girti unki zulfo ke saaye hai
duriyaa ne majburiya teriyaane
duriyaa ne majburiya teriyaane
surmayi aanchal tera faila hai yaa raat hai
chand jaise chehre ki maula kya baat hai
surmayi aanchal tera faila hai yaa raat hai
chand jaise chehre ki maula kya baat hai
surkh labo me ras saare samaye hai
duriyaa ne majburiya teriyaane
duriyaa ne majburiya teriyaane