dukh se ghabrao nahi sathi
dukh se ghabrao nahi sathi
ye jeevan mai manav ka shrangar hai
ye jeevan mai manav ka shrangar hai
sukh mai byashn ka maag bhare
dukh papo se karta khabardar hai
dukh papo se karta khabardar hai
sukh se mitta ye din avaaj man
fir thankar nhi sajde sansaar ko
sukh ke sadhan se bhi chhod jaye van main
moksh paane ka dukh bhi to aaghat hai
moksh paane ka dukh bhi to aaghat hai
dukh se ghabrao nahi sathi
dukh se ghabrao nahi sathi
ye jeevan mai manav ka shrangar hai
jo pursharth se mukh mode nhi
vo dukh ki kasouti se utre khara
dukh ki jwala mai padke jo seer rhe
sukh paane ka sachcha vo haqdar hai
dukh se ghabrao nahi sathi
dukh se ghabrao nahi sathi
ye jeevan mai manav ka shrangar hai
sukh mai rahte hai dekho sab ye sage
pas aate nhi jab dukh aa pde
tum dekho parakh kar dukh mai inhe
sahash dharm or naaj hai
sahash dharm or naaj hai
dukh se ghabrao nahi sathi
dukh se ghabrao nahi sathi
ye jeevan mai manav ka shrangar hai
paap karmon ka hota hai jab jab uday
bhog najuk palta hai usi samay
ye rishi or muni kahte aaye sabhi
achcha karm kro sabko hitkar hai
dukh se ghabrao nahi sathi
dukh se ghabrao nahi sathi
ye jeevan mai manav ka shrangar hai
sukh mai byashn ka maag bhare
dukh papo se karta khabardar hai
dukh papo se karta khabardar hai