dulhaniyan ki doli kaharo ne luti 
dulhaniyan ki doli kaharo ne luti 
kaharo ne luti kaharo ne luti 
kaharo ne luti kaharo ne luti 
ho mukaddar ne kaisa ye satranj khela 
mukaddar ne kaisa ye satranj khela 
kiya mujhko apne piya se akela 
kiya mujhko apne piya se akela 
chhut gaya mujhse aashao ka mela 
chhut gaya mujhse aashao ka mela 
dila kar tassli saharo ne luti 
dulhaniyan ki doli kaharo ne luti 
dulhaniyan ki doli kaharo ne luti 
ho piya ke ghar se bahut fasle the 
doli ko naav mein leke chale the 
ho piya ke ghar se bahut fasle the 
piya ke ghar se bahut fasle the 
doli ko naav mein leke chale the 
doli ko naav mein leke chale the 
dubane ke tufa ke bhi housale the
dubane ke tufa ke bhi housale the
bhavar se bachi to kinaro ne luti 
dulhaniyan ki doli kaharo ne luti 
dulhaniyan ki doli kaharo ne luti 
ho barbadiyo ka vo karan bani thi 
barbadiyo ka vo karan bani thi 
kismat se bhi vo abhagan bani thi 
kismat se bhi vo abhagan bani thi 
jamane ki najaro mein papan bani thi 
jamane ki najaro mein papan bani thi 
kija se bachi to baharo ne luti 
dulhaniyan ki doli kaharo ne luti 
dulhaniyan ki doli kaharo ne luti 
ho kadamo ki raftar thamne lagi thi 
kadamo ki raftar thamne lagi thi 
kaharo ki niyat badalane lagi thi 
kaharo ki niyat badalane lagi thi 
jangal mein hi sham thalane lagi thi 
jangal mein hi sham thalane lagi thi 
jo luti to apne hi pyaro ne luti 
dulhaniyan ki doli kaharo ne luti 
dulhaniyan ki doli kaharo ne luti 
kaharo ne luti kaharo ne luti 
kaharo ne luti kaharo ne luti
