Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.67 - 3 votes
Johnny WalkerFunny Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Dunia Walo Ke Mukkadar Ki Khabar - दुनिया वालो के मुकद्दर की खबर
khat ka majmu bhap leta hu lifafa dekhkar
are khat ka majmu bhap leta hu lifafa dekhkar
har hal dil ka mai bata deta hu chehra dekhkar
dunia walo ke mukkadar ki khabar rakhta hu
dunia walo ke mukkadar ki khabar rakhta hu
ankh wala hu mai andar ki khabar rakhta hu
dunia walo ke mukkadar ki khabar rakhta hu

dekh pyare mere kartab nahi aise waise
teri pocket me hai chalis rupay chalis rupay do paise
janeman mai tere ghar war ki khabar rakhta hu
dunia walo ke mukkadar ki khabar rakhta hu
dunia walo ke mukkadar ki khabar rakhta hu

ap maidam hai bahut nek bahut hi sada apki umar nahi
solah baras nahi solah baras ye hai jyada
apke sath apke sath me sohar ki khabar rakhta hu
dunia walo ke mukkadar ki khabar rakhta hu
dunia walo ke mukkadar ki khabar rakhta hu

teri mucho ke kate ye jo khade rahte hai
inme sawa nau hi sawa nau hi baje rahte hai
bina ghadiyal babu baina ghadiyal har ghadi ki khaba rakhta hu
dunia walo ke mukkadar ki khabar rakhta hu
ankh wala hu mai andar ki khabar rakhta hu
dunia walo ke mukkadar ki khabar rakhta hu
lyrics of song Dunia Walo Ke Mukkadar Ki Khabar
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Zindagi Aur Maut (1965)
Pradeep Kumar, Faryal Manmohan, N A Ansari, Anwar Hussan, NasreenAsha Bhosle, Mahendra Kapoor, Manna DeyShakeel BadayuniC RamachandraN A AnsariZindagi Aur Maut at IMDB      Zindagi Aur Maut at YouTube     |    Zindagi Aur Maut at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type