duniya hanse na isliye aansu chhupa gaya hu main

is dil ki baat maan kar
is dil ki baat maan kar
mushkil mein aa gaya hu main

kaisi talab thi le gayi, is zindagi ko lut kar
pal mein bikhar ke reh gaya
har khaab mera tut kar
jo kuch bhi mere paas tha
jo kuch bhi mere paas tha
sab kuch luta gaya hu main
duniya hanse na isliye aansu chhupa gaya hu main
duniya hanse na isliye aansu chhupa gaya hu main
wo dur is kadar huyi
chhu na saki nazar use
is dil pe kya gujar gayi
kuchh bhi nahi khabar use
kisko bataun dosto
kisko bataun dosto
dhokha jo khaa gaya hu main
duniya hanse na isliye aansu chhupa gaya hu main
duniya hanse na isliye aansu chhupa gaya hu main
phitrat mein jiski ho daga
kaise nibhaye pyaar wo
ilzaam du main kyun use
badnaam hoga yaar wo
usne bhula diya magar
usne bhula diya magar
waada nibha gaya hu main