Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Duniya Ke Haadaso Se Tune Mujhe Bachaake - दुनिया के हादसों से, तूने मुझे बचा के
duniya ke haadso se, tune mujhe bacha ke

bemaut maar daala, bemaut maar daala
ehsaan jata jata ke

tera chamakte suraj, ehsaan mai na lunga

ehsaan mai na lunga
kar lunga mai ujaala, khud apna ghar jala ke
kar lunga mai ujaala, khud apna ghar jala ke
bemaut maar daala, bemaut maar daala
ehsaan jata jata ke
duniya ke haadso se, tune mujhe bacha ke
duniya ke haadso se, tune mujhe bacha ke

mai tut bhi gaya to, mujhme chamak rahegi

mujhme chamak rahegi
aaina pattharo se kehta hain muskura ke
aaina pattharo se kehta hain muskura ke
bemaut maar daala, bemaut maar daala
ehsaan jata jata ke
duniya ke haadso se, tune mujhe bacha ke
duniya ke haadso se, tune mujhe bacha ke

tumse bichhad ke aalam me, hum jee nahi sakenge

hum jee nahi sakenge
dekho daga na dena, apna mujhe bana ke
dekho daga na dena, apna mujhe bana ke
bemaut maar daala, bemaut maar daala
ehsaan jata jata ke
duniya ke haadso se, tune mujhe bacha ke
duniya ke haadso se, tune mujhe bacha ke
lyrics of song Duniya Ke Haadaso Se Tune Mujhe Bachaake
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Yaar Ka Deedar Chahiye (1999)
Ram Shankar
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type