int se maro, ya pathar se
hum na jhukenge, duniya ke dar se
duniya ki aisi ki taisi
duniya ki aisi ki taisi
jogiya kar liya pyar ka fainsla
int se maro, ya pathar se
hum na jhukenge, duniya ke dar se
duniya ki aisi ki taisi
duniya ki aisi ki taisi
are duniya ki aisi ki taisi
chup rah tabure, mat karna, mat karna
beti aisi galti mat karna
goro ki na kalo ki
beti hai ghar walo ki
goro ki na kalo ki
beti hai ghar walo ki
biwi bhala kaise bane
to aise kangalo ki
o goro ki na kalo ki
beti hai ghar walo ki
hay mile re, mile re dulha dulhan mile re
mile re, mile re dulha dulhan mile re
mila mila, mila dulhan se dulha
jala, jala jala dulhe ka chulha
hoga hoga sasura tera munh kala
leke doli jayega ye dilwala
hay mile re, mile re dulha dulhan mile re
mile re, mile re dulha dulhan mile re
sun beti sun zaraa sun, sun
sun tere daidi ki dhun, dhun
maine jise chun liya hai, hay
tu bhi usi dulhe ko chun
sun beti sun zaraa sun, sun
sun tere daidi ki dhun, dhun
maine jise chun liya hai, hay
tu bhi usi dulhe ko chun
ki sar sehra bandh, main to nachunga
ki sar sehra bandh, main to nachunga
aur tu nachegi chunri me
ki sar sehra bandh, main to nachunga
tu doli baith ke jayegi
apne sajan ki nagri, nagri, nagri me
nahi nahi, kabhi nahi
ye kya ho raha hai
are ek hath maru to ghunghta hat jaye
duja hath maru to gori pat jaye
ek hath maru to ghunghta hat jaye
duja hath maru to gori pat jaye
dono hath maru to doli uth jaye
doli uth jaye
dono hath maru to doli uth jaye
doli uth jaye