Lyrics of Duniya Machaye Shor Dil Pe Kiska Jor - दुनिया मचाये शोर दिल पे किसका जोर
duniya machaye shor dil pe kiska jor
dil ye kisi ke dil se are milta hai muskil se
are milta hai muskil se

do bato me chupi huyi hai dil walo ki kahani

ek naam hai jiska naam mohaabat ek naam hai jawani
samana aaj hai khatim ka khatim se
duniya machaye shor dil pe kiska jor
dil ye kisi ke dil se are milta hai muskil se
pyare milta hai muskil se
sabke dil me sabki juba per mere hi afsane
meri najar se dur kaha tak jayenga diwane

sab rahe milti hai mere hi is dil se
are re re duniya machaye shor dil pe kiska jor
dil ye kisi ke dil se are milta hai muskil se
pyare milta hai muskil se
dil ki dhadkan pyar ke nagame husn ke jalve laye
aankh utha kar dekho to hum kya kya laye

dikhane jayega har koi mahfil se
duniya machaye shor dil pe kiska jor
dil ye kisi ke dil se are milta hai muskil se
are milta hai muskil se
are re reduniya machaye shor dil pe kiska jor
dil ye kisi ke dil se are milta hai muskil se
raja milta hai muskil se, milta hai muskil se
very sweet song.diffrent style