Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Duniyaa Me Do Sayane
4.50 - 4 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Duniyaa Me Do Sayane - दुनिया में दो सयाने
duniya me do sayane ek jhuth hai ek sach hai
duniya me do sayane ek jhuth hai ek sach hai
jeene ke do bahane ek jhuth hai ek sach hai
jhuth kaha te chha gaye paape
sach bola te mar gaye oye teri to
ulti baat samajh me aayi
sidhi baat se dar gaye
jhuth aur sach do yaar purane
do aankho me rahte hai
jhuth aur sach do yaar purane
do aankho me rahte hai
bari bari dekh ke duniya
aankh maar ke kahte hai
paap punay aur pachhtawa hai
ek hi jaap ke dane
ek hi jaap ke dane
jhuth kaha te chha gaye paape
sach bola te mar gaye
ulti baat samajh me aayi
sidhi baat se dar gaye
duniya me do sayane ek jhuth hai ek sach hai
jeene ke do bahane ek jhuth hai ek sach hai

rahne ko dekhi hai yaaro ek anokhi nagri
rahne ko dekhi hai yaaro ek anokhi nagri
pagdi ho to chhat milti hai
nange sar ko chhatri
are andha raja dekh ke hanste hai
nagri ke kaane, hanste nagri ke kaane
are jhuth kaha te chha gaye paape
sach bola te mar gaye
ulti baat samajh me aayi
sidhi baat se dar gaye
duniya me do sayane ek jhuth hai ek sach hai
jeene ke do bahane ek jhuth hai ek sach hai
jhuth kaha te chha gaye paape
sach bola te mar gaye
ulti baat samajh me aayi
sidhi baat se dar gaye
jhuth kaha te chha gaye paape
sach bola te mar gaye
ulti baat samajh me aayi
sidhi baat se dar gaye
lyrics of song Duniyaa Me Do Sayane
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Biwi Aur Makan (1966)
Biswajeet, Kalpana, Mehmood, Shabanam, Ashish Kumar, Badri Prasad, Bipin Gupta, PadmaManna Dey, Mohammed Rafi, Manna Dey, Hemant Kumar, Ghulam Mohammad, S. BalbirGulzarHemant KumarHrishikesh MukherjeeBiwi Aur Makan at IMDB      Biwi Aur Makan at WikipediaBiwi Aur Makan at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type