jo ho gaya so ho gaya
kya uska ghum jo kho gaya
jo ho gaya so ho gaya
kya uska ghum jo kho gaya
hum tum ek duniya aabad karenge
duniyawale bhi kya yaad karenge
duniyawale bhi kya yaad karenge
jo ho gaya so ho gaya
kya usaka ghum jo kho gaya
jo ho gaya so ho gaya
kya usaka ghum jo kho gaya
hum tum ek duniya aabad karenge
duniyawale bhi kya yaad karenge
duniyawale bhi kya yaad karenge
khatm jahan ho sare raste wahin se rasta banale
khatm jahan ho sare raste wahin se rasta banale
naya safar humsafar naya haim
hum nayi manjil dhund nikaale
khabon ki jannat aabad karenge
duniyawale bhi kya yaad karenge
duniyawale bhi kya yaad karenge
jo ho gaya so ho gaya
kya uska ghum jo kho gaya
jo ho gaya so ho gaya
kya usaka ghum jo kho gaya
waqt ka kanta kab rukta hai chalata hai yeh chalata rahega
waqt ka kanta kab rukta hai chalata hai yeh chalata rahega
jo kal bita usaka ghum kya
aaj hai apna apana rahega
hum milake ghum ko barbad karenge
duniyawale bhi kya yaad karenge
duniyawale bhi kya yaad karenge
jo ho gaya so ho gaya
kya uska ghum jo kho gaya
jo ho gaya so ho gaya
kya usaka ghum jo kho gaya
hum dono anjan the kal tak aaj magar ek jaan huye hain
hum dono anjan the kal tak aaj magar ek jaan huye hain
pyar ki thandi aanch mein tapkar
hum pure insan huye hai
khushiya deke sabko shad karenge
duniyawale bhi kya yaad karenge
duniyawale bhi kya yaad karenge
jo ho gaya so ho gaya
kya uska ghum jo kho gaya
jo ho gaya so ho gaya
kya uska ghum jo kho gaya
hum tum ek duniya aabad karenge
duniyawale bhi kya yaad karenge
duniyawale bhi kya yaad karenge