Lyrics of Dushman Ko Bhi Sine Se Lagana Nahi Bhule - दुश्मन को भी सीने से लगाना नहीं भूले
dushman ko bhi sine se lagana nahi bhule
dushman ko bhi sine se lagana nahi bhule
hum apne buzurgo ka zamana nahi bhule
dushman ko bhi sine se lagana nahi bhule
tum aankho ki barsaat bachaaye huye rakhna
tum aankho ki barsaat bachaaye huye rakhna
kuch log abhi aag lagaana nahi bhule
kuch log abhi aag lagaana nahi bhule
dushman ko bhi sine se lagana nahi bhule
ye baat alag haath qalam ho gaye apne
ye baat alag haath qalam ho gaye apne
hum aapki tasvir bananaa nahi bhule
hum aapki tasvir bananaa nahi bhule
hum apne buzurgo ka zamana nahi bhule
dushman ko bhi sine se lagana nahi bhule
ik umr huyi main to hansi bhul chuka hun
ik umr huyi main to hansi bhul chuka hun
tum ab bhi mere dil ko dukhaana nahi bhule
tum ab bhi mere dil ko dukhaana nahi bhule
dushman ko bhi sine se lagana nahi bhule
hum apne buzurgo ka zamana nahi bhule
dushman ko bhi sine se lagana nahi bhule
Dushman ko bhee seene se lagana nahin bhoole Hum apne buzurgon ka zamana
nahin bhoole... Tum aankhon ki barsaat bachaaye huye rakhna Kuch log abhi
aag lagaana nahin bhoole... Ye baat alag haath qalam ho gaye apne Hum aapki
tasveer bananaa nahin bhoole... Ik umr huyee main to hansi bhool chuka hoon
Tum ab bhee mere dil to dukhaana nahin bhoole... Ecstasies Music Director:
Talat Aziz Year : 1996 Album Artist : Jagjit Singh Label : Saregama