dwapur yug me janam liya parbhu ne
har ne ko dharti ka bhar
karishan murari banwari girdhari hari
bishnu ke purna awtar
bolo re hari bolo re karishan bolo bolo
bolo re hari bolo re karishan bolo bolo
hari kirtan ka amrit jiwan me gholo
bolo re hari bolo re karishan bolo bolo
bolo re hari bolo re karishan bolo bolo
janam liya devki mai se jisne mathura
dham se janam liya devki mai se jisne mathura
dham se yasoda ke angana palna jhule
hari gokul gaw me
barij ka dulara jo tha barij ka dulara jo tha
aankho ka tara barij ka dulara jo tha
aankho ka tara jo tha
usi ka bhajan karo pawan holo
bolo re hari bolo re karishan bolo bolo
bolo re hari bolo re karishan bolo bolo
gwal bal sang bal pane me jisne charai gaiya
gwal bal sang bal pane me jisne charai gaiya
bana gopiyo ka pyara wo natkhat karishan kanahaiya
kans ko jisne mara kans ko jisne mara
jag ko ubhara kans ko jisne mara jag ko ubhara
uski bhakti ke jal se manwa ko dholo
bolo re hari bolo re karishan bolo bolo
bolo re hari bolo re karishan bolo bolo
geeta gaye jisne yudh kshetar me jisne sarthi bhesh me
geeta gaye yudh kshetar me jisne sarthi bhesh me
karam yog ka gyan bhara hai jisne har updesh me
ishwar avinashi jo hai ishwar avinashi jo hai
ghat ghat ka wasi ishwar avinashi jo hai
ghat ghat ka wasi jo hai sab me usi ko dekho
nain man ke kholo bolo re hari bolo re karishan bolo bolo
bolo re hari bolo re karishan bolo bolo
bolo re hari bolo re karishan bolo bolo
bolo re hari bolo re karishan bolo bolo
Rafi saab has sung some of the best bhajans and with such sincerity and
purity of heart... what a legend