Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Eh Kash Aisa Hota, Main Paida Na Hota
4.05 - 22 votes
Sad Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Eh Kash Aisa Hota, Main Paida Na Hota - ए काश ऐसा होता, मैं पैदा ना होता
rat din pyar bin mera dil na rota
rat din pyar bin mera dil na rota
eh kash aisa hota main paida na hota
eh kash aisa hota main paida na hota
eh kash aisa hota main paida na hota

suna suna khali khali mujhko laga ghar apna
kal rat ko jag utha main dekha maine sapana
aangan me ek pinjara pinjare me ek tota
eh kash aisa hota main paida na hota
eh kash aisa hota main paida na hota

upar se main tuta nahi hu, andar se mai kat gaya hu
un dono me aadha aadha, lagta hai main bat gaya hu
ma bap ka ek mai beta hu iklota
eh kash aisa hota main paida na hota
eh kash aisa hota main paida na hota

hona hi tha mujhko to thi meri ma bhi wo thi
main hansata to wo hansati, mai rota to wo roti
main uski loriya sunke chain se sota
eh kash aisa hota main paida na hota
rat din pyar bin mera dil yu na rota
eh kash aisa hota main paida na hota
eh kash aisa hota main paida na hota
lyrics of song Eh Kash Aisa Hota, Main Paida Na Hota
Comments on song "Eh Kash Aisa Hota, Main Paida Na Hota"
Gurmeet Singh The Unforgettable on Thursday, January 22, 2015
The song makes me cry every time I listen to it..don't know why ? I am
not so much emotional at heart..
zeeshan butt on Sunday, February 15, 2015
Oh god.. this song always touch my heart
OzymandiasKK on Monday, September 17, 2012
its not the full song .
Madina Maudarbocus on Monday, May 11, 2015
I wish :(
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Rahul (2001)
Master Yash Pathak, Jatin Garewal, Neha, Rajeshwari Sachdev, Mahesh Thakur, Gulshan Grover, Parikshat Sahni, Manish Wadhwan, Neena Kulkarni, Eesha Koppikhar, Tanvi Hegde, Anil Nagrath, Meghna Tiwari, Umaji Rane, Vilas Manohar Paranjape, Siddharth Sharma, Sumeet Kumar, Rita Joshi, Rachana Acharya, John Phanse, Hemanth Gadkar, Sudhir Mishra, Surendra Sathi, Suresh Sinha, Mr. Dorrabji, Ramji GautamAlka Yagnik, Deepali Somaiya, Hariharan, Kavita Krishnamurthy, Mahalaxmi, Maria Goretti, Richa Sharma, Roop Kumar Rathod, Sonali Bajpai, Sunidhi Chauhan, Ustad Sultan KhanAnand BakshiAnu MalikPrakash JhaSubhash Ghai, Sudhir MishraRahul at IMDB      Rahul at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type