Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.50 - 4 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Ek Ajnabi Teri Baho Me Rahe - एक अजनबी तेरी बाहों मे रहे
ek ajnabi teri baho me rahe
ek ajnabi teri baho me rahe
mai dekhti rahu kuch na kah saku
magar mai ye kahu ki mera dil jale
ki mera dil jale ki mera dil jale ki mera dil jale
ek ajnabi teri baho me rahe
ek ajnabi teri baho me rahe
mai dekhti rahu kuch na kah saku
magar mai ye kahungi ki mera dil jale
ki mera dil jale ki mera dil jale ki mera dil jale

teri wafa pe tha bharosa
ki tune bewafai kisi ka ho gaya
tune jara bhi ye na socha
ke meri jindagi me andhera ho gaya
gair ko jo chaha mujhme kya kami hai
kal jo dilkashi thi aaj bhi wahi hai
phir kisi ko kyu tu lagaye hai gale
ki mera dil jale ki mera dil jale
ki mera dil jale ki mera dil jale
ek ajnabi teri baho me rahe
ek ajnabi teri baho me rahe
mai dekhti rahu kuch na kah saku
magar mai ye kahungi ki mera dil jale
ki mera dil jale ki mera dil jale ki mera dil jale

kal ke wo mithe mithe wade
wo kasme wo irade na jane kya hue
jalim wo din hasi khushi ke
nagmo me bekhudi ke zamane kya hue
aaj aur kal me farq hai to itna
aaj hai hakikat kal tha ek sapna
bite sapne ab aasuo me dhal chale
ki mera dil jale ki mera dil jale
ki mera dil jale ki mera dil jale
ek ajnabi teri baho me rahe
ek ajnabi teri baho me rahe
mai dekhti rahu kuch na kah saku
magar mai ye kahungi ki mera dil jale
ki mera dil jale ki mera dil jale ki mera dil jale
lyrics of song Ek Ajnabi Teri Baho Me Rahe
Comments on song "Ek Ajnabi Teri Baho Me Rahe"
Shrikant Talageri on Friday, October 09, 2009
The voice is unmistakably that of Asha Bhosle. But I verified this again in
Harmandir Singh Hamraaz's Hindi Film Geet Kosh for 1961-1970.
apoorva bhatt on Sunday, December 25, 2011
After 40 yrs I heard this song. Ganesh, brother of musician Laxmikant was a
versatile music arranger.
Mahagedara2 on Thursday, October 08, 2009
There is an "ambiguity" on this subject, my friend.
Nothing is written in reputed web sites.
Will try to find more sources.
Shrikant Talageri on Thursday, October 08, 2009
The singer in this song is definitely Asha Bhosle.
MumtazAkaMumu on Saturday, December 24, 2011
Nice Song.Correct Pls Singer Is Asha Not Suman
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Shera Daku (1966)
Sheikh Mukhtar, Nishi, Randhwa, Sunder, Kamran, Kumkum, Rajan KapoorAsha Bhosle, Suman Kalyanpur, Usha Mangeshkar, Lata MangeshkarNoor Devasi, Asad BhopaliGaneshRadhakantShera Daku at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type