ek bar kaha do bar kaha
lagta hai mujhe do bar kaha
ek bar kaha do bar kaha
lagta hai mujhe do bar kaha
gairo ne jise inkar kaha yaaro ne use ikraar kaha
ek bar kaha do bar kaha
lagta hai mujhe do bar kaha
ek raah pe do rahi milke chalna shuru kar dete hai
ek aag me do dil milke yaha jab jalna shuru kar dete hai 
koi unse alag kar sakta hai manzil se juda kab rasta hai 
gairo ne jise takrar kaha yaaro ne use ikrar kaha
ek bar kaha 
nazro se nazro ke milne ko dil wale dilo ka mail kahe
dhadakan ki saza jo na samjhe diwane vo isko khel kahe
kya din se alag raat hoti hai aisi bhi kahi aat hoti hai
gauro ne jise ekkhhar kaha yaaro ne use  gulnaar kaha
ek bar kaha 
aisa to nahi dil ki lagi rang laaye  bina rah sakti hai
vo chahe jaba se kuch na kahe ankho se magar keh sakati hai
pardo me chhipe khamosi ke andaz hai kuch sargosi ke 
gauro ne jise jhankar kaha yaaro ne use ijhaar kaha
ek bar kaha do bar kaha
lagta hai mujhe do bar kaha ek bar kaha