Lyrics of Ek Chhoti Si Naukri Ka Talabgar Hu Main - एक छोटी सी नौकरी का तलबगार हूँ मै
ek chhoti si naukri ka talabgar hu mai
ek chhoti si naukri ka talabgar hu mai
tumse kuch or jo mangu to gunehgar hu mai
ek chhoti si naukri ka talabgar hu mai
ek so athwi arzi meri armano ki
ek so athwi arzi meri armano ki
karlo manjur ki bekari se bezar hu mai
tumse kuch or jo mangu to gunehgar hu mai
ek chhoti si naukri ka talabgar hu mai
mai kal calector na banu or na banunga afsar
mai kal calector na banu or na banunga afsar
apna babu hi banalo mujhe bekar hu mai
ek chhoti si naukri ka talabgar hu mai
maine kuch ghas nahi kati kiya b a pass
maine kuch ghas nahi kati kiya b a pass
o samjhadar samjh lo ke samjhdar hu mai
tumse kuch or jo mangu to gunehgar hu mai
ek chhoti si naukri ka talabgar hu mai
khel sab khele hai footbal me kaptan bhi tha
khel sab khele hai footbal me kaptan bhi tha
fir se maidan me aane ko bhi taiyar hu mai
ek chhoti si naukri ka talabgar hu mai
pyari maa choti bahan jidnagi hai rog jinhe
pyari maa choti bahan jidnagi hai rog jinhe
lok parlok mere sar pe hai majhdar hu mai
ek chhoti si naukri ka talabgar hu mai
fadak rahi hai dayi aanhk ye achha hai sagun
fadak rahi hai dayi aanhk ye achha hai sagun
ha jo ho jaye to is par se us par hu mai
tumse kuch or jo mangu to gunehgar hu mai
ek chhoti si naukri ka talabgar hu mai
ek chhoti si naukri ka talabgar hu mai
Pyari maa chhoti behan zindagi hai rog jinhe, lok parlok mere sar pe hain
majdhaar hu main .wah ! so down to earth and innocent lines ... each and
every word in whole song ... shabdo ko bunne waale fankar kahan kho gaye
bharat ke ratna woh achhe geetkaar kya ho gaye