Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 5 votes
Sad Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Ek Chote Se Balam Ne Ek Bake Se Balam Ne Luti Hai Duniyaa Humari - इक छोटे से बलम ने एक बांके से बलम ने लुटी है दुनिया हमारी
ik chote se balam ne banke se balam ne
luti hai duniya hamari luti hai duniya hamari
ik chote se balam ne banke se balam ne
luti hai duniya hamari luti hai duniya hamari

chain bhi luta aram bhi luta dikha ke suratiya pyari
chain bhi luta aram bhi luta dikha ke suratiya pyari
ik chote se balam ne banke se balam ne
luti hai duniya hamari luti hai duniya hamari

babul mora doctor bulaye maiya bulae hakeem
babul mora doctor bulaye maiya bulae hakeem
kaun kahe in anjaano se meri asal bimari
kaun kahe in anjaano se meri asal bimari
ik chote se balam ne banke se balam ne
luti hai duniya hamari luti hai duniya hamari

mere bhi dil nit dole sajaniya khwab se nikla jae
mere bhi dil nit dole sajaniya khwab se nikla jae
jaisi halat hai tumhari o gori waisi halat hai humari
jaisi halat hai tumhari o gori waisi halat hai humari
ik chote se balam ne banke se balam ne
luti hai duniya hamari luti hai duniya hamari

koi hamare saiyaan ko lae aajaye dil ko karar
koi hamare saiyaan ko lae aajaye dil ko karar
vo hi hai mere dard ka daru mai hu birha ki mari
vo hi hai mere dard ka daru mai hu birha ki mari
ik chote se balam ne banke se balam ne
luti hai duniya hamari luti hai duniya hamari
lyrics of song Ek Chote Se Balam Ne Ek Bake Se Balam Ne Luti Hai Duniyaa Humari
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Shagun (1951)
Kamal Kapoor, Sulochana Chatterjee, Bhudo AdvaniMohammed Rafi, Lata Mangeshkar, Surinder KaurS Arora, Varma MalikSardul Kwatra, Husnlal - BhagatramS Arora
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type