ek dheema zeher ban gaya hai kahar
ek nasur hai roz badhta gaya ya khuda ya khuda
ye dahez ka andha kua ya chita koi yaha sab dhua
besharm aankhe ho chuki hai behaya
hai lahu zubaan ne chakh liya
rishto ko jaise das liya
doli uthegi jaane kab bhadkegi aag
zinda hai zinda hai marke bhi yaha
andha hai andha hai yaha saara jaha
zinda hai zinda hai marke bhi yaha
andha hai andha hai yaha saara jaha
kyo zindgi ki chaah mein
bikhri padi hai raah mein
kuchle pade phoolo si beti aaj bhi
hai mitiyo ki wo ladi
haatho mein aisi ladi
aankho mein kyu hai bebasi ki ye nami
zinda hai zinda hai marke bhi yahan
andha hai andha hai yaha sara jaha
zinda hai zinda hai marke bhi yaha
andha hai andha hai yaha saara jaha
kya koyi nahi jo tok de
ye jo jurm hai use rok de
ye hawas kaha le jayegi socho jara
wo jo baarisho ki talash mein
lekar katora haath mein
nikle hai beto sang roko unhe
dhandha hai dhandha hai sadiyo se yaha
andha hai andha hai yaha saara jaha
dhandha hai dhandha hai sadiyo se yaha
andha hai andha hai yaha sara jaha