Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Ek Dil Aur Sau Afsane
4.53 - 83 votes
Raj Kapoor, Waheeda RehmanTitle Song
Video of this song from youtube
Lyrics of Ek Dil Aur Sau Afsane - एक दिल और सौ अफसाने
ek dil aur sau afsane, haye mohabbat haye zamane
ek dil aur sau afsane, haye mohabbat haye zamane
man bina ke madhur suro me, gate hai sab prem tarane
ek dil aur sau afsane, haye mohabbat haye zamane

dil jo na hota kuch bhi na hota, aankh na roti aur dard na uthta
dil jo na hota kuch bhi na hota, aankh na roti aur dard na uthta
apna ye daman bol bhi gata, kon kisi ke pyar me yu khota
ek dil aur sau afsane, haye mohabbat haye zamane
man bina ke madhur suro me, gate hai sab prem tarane

dil jo lagaya chain na paya, sare jaha ka iljam uthaya
dil jo lagaya chain na paya, sare jaha ka iljam uthaya
gake sunaye apna tarana, ye to janam janam se hota hi aaya
ek dil aur sau afsane, haye mohabbat haye zamane
man bina ke madhur suro me, gate hai sab prem tarane

tu meri manjil pyar ka sahil, jau kidhar mai hai tu hi mukabil
tu meri manjil pyar ka sahil, jau kidhar mai hai tu hi mukabil
o mere hamdam yak hai mushkil, kar ke rahenge hum tujhko hi hasil
ek dil aur sau afsane, haye mohabbat haye zamane
man bina ke madhur suro me, gate hai sab prem tarane
ek dil aur sau afsane, haye mohabbat haye zamane
lyrics of song Ek Dil Aur Sau Afsane
Comments on song "Ek Dil Aur Sau Afsane"
Old music lover on Tuesday, December 08, 2015
It seems like SJ created this tune and dil apna aur preet parayee. the same
day. However, this is a wonderful song.
Johnson Polepaka on Saturday, September 24, 2011
evergreen song no words to express shanker jaikishan's greatness.without
them lata is nothing
Chaudhry Hafeez on Sunday, January 11, 2015
Absolutely beautifull, what a poetry I can not find words to express
it.Thanks.
Hari Sharma on Tuesday, June 25, 2013
Beautiful song well sung by Lata under the baton of great Shanker.Jaikishen
Shabbir K Rangwala on Saturday, November 19, 2011
beautiful song. Shankar Jaikishan were partly responsible for lata's fame.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Ek Dil Sau Afsane (1963)
Raj Kapoor, Waheeda Rehman, Lalita Pawar, Vishwa Mehra, Sadhna Choudhary, Sulochana, Mridula, Raj Kishore, Jagdish Raaj, Tun TunLata Mangeshkar, Mohammed Rafi, MukeshHasrat Jaipuri, ShailendraShankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai PankalR C TalwarEk Dil Sau Afsane at IMDB      Ek Dil Sau Afsane at YouTube     |    Ek Dil Sau Afsane at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type