ek dil mera kuwara o jaaneman tha besahara
ho gaya ye kya ishara dil raha dil na hamara
dil se dil jo mil gaya to kya bura huwa
silsila to shuru ho gaya hai pyar ka
bachake jo rakha tha de diya hai ab tumhi ko ek dil

dil hoke jawa ye kahi khone pe majbur hai
duniya kaho kuchh bhi chalan ye dil ka dastur hai
hum dube nashe mein dil masti mein ye chur hai
aise mein tu jo bhi kahe mujhko wo manjur hai
bachake jo rakha tha de diya hai ab tumhi ko ek dil
ek dil mera kuwara o jaaneman tha besahara
ho gaya ye kya ishara dil raha dil na hamara
dil se dil jo mil gaya to kya bura huwa
silsila to shuru ho gaya hai pyar ka
bachake jo rakha tha de diya hai ab tumhi ko ek dil
dil nahi liya to dil vapas naa karna sanam
tumse kabhi hoke juda jinda rahenge naa hum
jaan jaye to kya hai kabhi tute naa dil ki kasam
ye jindagi rahe naa rahe ye pyar hoga naa kam
bachake jo rakha tha de diya hai ab tumhi ko ek dil
ek dil mera kuwara o jaaneman tha besahara
ho gaya ye kya ishara dil raha dil na hamara
dil se dil jo mil gaya to kya bura huwa
silsila to shuru ho gaya hai pyar ka
bachake jo rakha tha de diya hai ab tumhi ko ek dil
wo bhi kya ghadi thi mile hum tum kahi jab mile
pagal hui dhadkan jawa saanso mein kya gul khile
to aankho mein teri nayi chahat ke deepak jale
khwabo ki ye duniya saji palko palko tale