ek din aise hi banh meri thami thi
yaad hai humko wo taaro bhri raat hay hay hay
bhul gaye saiya purani mulakat
bhul gaye saiya purani mulakat
ek din aise hi banh meri thami thi
yaad hai humko wo taaro bhri raat hay hay hay
bhul gaye saiya purani mulakat
bhul gaye saiya purani mulakat
kahe ko fir bane jane tamnna
chup ho khde kuch kahna na sunna
ho jane pahchane se bante ho anjane se
tumko jane hum apna aur ho tum begane se
pyar yahi hai to chodo mera hath
payr yahi hai to chodo mera hath hay hay hay
bhul gaye saiya purani mulakat
bhul gaye saiya purani mulakat
dekhe na tu par ankho me teri
thodi si hai wohi taswir meri
hath me hai halka halka rang mere hi aanchal ka
ab tak mukhade par hai daag in naino ke kajal ka
yaad nahi tumko hai ye bhi koi baat
yaad nahi tumko hai ye bhi koi baat hay hay hay
bhul gaye saiya purani mulakat
bhul gaye saiya purani mulakat
tera chlan teri baate bedardi
tu na kahe teri naino ne kah di
aankh jo sab pe char kare
wo kaise ikrar kare
yaad rahe kya usko jo roz naya ek pyar kare
kya kahu kaisi hai mardo ki jaat
kya kahu kaisi hai mardo ki jaat hay hay hay
bhul gaye saiya purani mulakat
bhul gaye saiya purani mulakat
ek din aise hi banh meri thami thi
yaad hai humko wo taaro bhri raat hay hay hay
bhul gaye saiya purani mulakat
bhul gaye saiya purani mulakat