ek do teen aare aare aare dunia hasin aare aare aare
badi rangin ye zindagi hai char din jina hai to aaja pyare
sang mere kabhi kabhi yaha vaha jaha kaha jine ka bhi lele maja

ek do teen aare aare aare dunia hasin aare aare aare badi rangin
sharabi jo hota mai sang tumhare maykhane jata to kitna maja aata
arey takra ke jam fir aise chalkate to
yaaro ke sang pi ke or nasha chhata
sarabi jo hota mai sang tumhare
maykhane aake to botal pe botal chhadata
chhadata nasha to na kuch yaad rahta
to dunia ke gum bhul jata arey julafo ke saye me
baho ke ghere me pi ke kahi dagmagata
mahake nazaro rangi nazaro sitaro ke
rangin sapne sajata arey ye zindagi to hai nasha
yaar mere hath badha hath badha
jam utha jam utha pile jara chhaye nasha
ek do teen aare aare aare dunia hasin aare aare aare badi rangin
jina hai to aaja pyare sang mere kabhi kabhi
yaha vaha jaha kaha jine ka bhi lele maja

jo dil fek hota to sang hamare
tu kotho par chakar lagata rangin galio ki in rang ralio me
gum ho ke bada maja aata mohabbat mohabbat mohabbat
mohabbat hai kya dil se dil ka milana ye maine to aaj hi jana
shararat nazakat hasino ki chahat hai kya ishq me dub jana
kabhi hosh me fir na aana arey ye zindagi to hai maja