kuch din pahle ek tal me kamal kunj ke andar rahta tha
ek hans ka joda ek hans ka joda
kuch din pahle ek tal me kamal kunj ke andar rahta tha
ek hans ka joda ek hans ka joda
ek hans ka joda ek hans ka joda
roz roz roz bhor hote hi jab khil jate kamal
dur dur dur moti chungne ko hans ghar se jata nikal
roz roz roz bhor hote hi jab khil jate kamal
dur dur dur moti chungne ko hans ghar se jata nikal
sandhya hote hi sandhya hote ghar ko aata jhum jhum ke
kuch din pahle ek tal me kamal kunj ke andar rahta tha
ek hans ka joda ek hans ka joda
ek hans ka joda ek hans ka joda
jab jab chip jata tha din tare jate the khil
so jate hil mil ke wo dono jaise lahro ke dil
jab jab chip jata tha din tare jate the khil
so jate hil mil ke wo dono jaise lahro ke dil chanda hasta
chanda hasta dono ke mukh chum chum ke
kuch din pahle ek tal me kamal kunj ke andar kaun tha
ek hans ka joda ek hans ka joda
ek hans ka joda ek hans ka joda
thi unki ek nanhi si beti choti si hansani
dono ke naino ki wo jyoti ghar ki roshni
thi unki ek nanhi si beti choti si hansani
dono ke naino ki wo jyoti ghar ki roshni
mamta gati mamta gati or mushkati jhum jhum ke
kuch din pahle ek tal me kamal kunj ke andar kaun tha
ek hans ka joda ek hans ka joda
ek hans ka joda ek hans ka joda
fir ek din aisa tufan aaya chali aisi hawa
fir ek din aisa tufan aaya chali aisi hawa
bechare hansa ud gayi re hoke sabse juda
sagar sagar sagar sagar sagar sagar roti hai
ab ghum ghum ke ghum ghum ke
Absolutely breath-taking!! What singing and music composition!! A
brilliant performance. Will never see such songs being written or composed
ever. Old is Surely "Gold", man!!!