ek hum hi nahi hai pagal har koi yaha dewana 
sabse bada pagal hai wahi jo khud ko kahe siyana 

ek hum hi nahi hai pagal 
jo auro ko chakma de wo khud chakama kha jata 
chalti hai kab chaturai jab teda wakt hai aata 
ke sun mere chacha ke sun mere chacha 
o chacha o chacha o chacha o chacha o chacha 
jo auro ko chakama de wo khud chakama kha jata 
chalti hai kab chaturai jab teda wakt hai aata 
ki mai jhut bolia koi na ki mai kufar kholya koi na 
ki mai zahar gholeya koi na koi na koi na koi na 
tu kitne bhes badal le hum to pehchan hi lenge 
kya raz chupa hai dil me nazaro se jaan hi lenge 
o sun mere chacha ke sun mere chacha 
o chacha o chacha o chacha o chacha o chacha 
tu kitne bhes badal le hum to pehchan hi lenge 
kya raz chupa hai dil me nazaro se jaan hi lenge 
ki mai jhut bolia koi na ki mai kufar kholya koi na 
ki mai zahar gholeya koi na koi na koi na koi na 
chacha bana bhatija aur bhatija chacha 
o jhut nahi hai kehte hai bol hamara chacha 
ki mai jhut bolia koi na ki mai kufar kholya koi na 
ki mai zahar gholeya koi na koi na koi na koi na

Film cast: Kishore Kumar, Asha Nadkarni, Bhagwan, Aruna Irani, Kundan,
Naina, Rajan Haksar
Singer: Asha Bhosle, Kishore Kumar, Mahendra Kapoor
Lyricist: Prem Dhawan
Music Director: Datta Naik
Film Director: B J Patel