ek ishara haa isharahi hi
ek ishara hi agar tune
kiya hota to ek ishara hi
aagar tune kiya hota to
ham thahar jate tere dil
me umar bhar ke liae
tune agar jaan liya hota
sathi es dil kA phir yar
leta tumhai dil ke ham saphar
ke liae ek ishara ha ishara hi
aaj rangin phijaae hai dil
ke chaaro tarph dil ke bhitar
magar ye jaan kya andhera hai
sara aalam sajaa ke rakha hai
khusiya se gamki har saam dhali
hai kal naya savera hai kaas hatho
me hath aaj hath tera hota to
kaas hatho
me hath aaj hath tera hota to
ham bitaa lete hasin sham or sahar
ke liye ek ishara ha ishara hi
ke liye ek ishara ha ishara hi
aesa lagata hai ki jo chaha use
paya hai phir kya hai ki jo
aahsaas kami deta hai dil ke
nagmo me ye nami deta hai
dil ki khusiyo me kash tu bhi
muskura leta maph kar detaa
tujhe tere har kahar ke liye ek
ishara ha ishara hi
ishara ha ishara hi