Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.71 - 7 votes
Manorama, Ramola
Video of this song from youtube
Lyrics of Ek Kali Nazon Ki Pali - एक कली नाज़ों की पली
ek kali naazo ki pali ek kali naazo ki pali
rahti thi sadaa gulzaaro me
ek kali naazo ki pali ek kali naazo ki pali
rahti thi sadaa gulzaaro me

charchaa thaa uske yauvan kaa
charchaa thaa uske yauvan kaa
nile aakaash ke taaro me
charchaa thaa uske yauvan kaa
nile aakaash ke taaro me

ek din khel rahi thi hans hans ke
haa haa haa haa haa haa haa haa
ek din khel rahi thi hans hans ke
rang birange phulo me
ek din khel rahi thi hans hans ke
rang barage phulo me
jhul rahi thi jhulaa daale pushplata ke jhulo me
jhul rahi thi jhulaa daale pushplata ke jhulo me

itne me ek bhanware ne us kali se nain milaaye
itne me ek bhanware ne us kali se nain milaaye
naino ki bhaashaa me jaane
kyaa kyaa bhed bataaye
naino ki bhaashaa me jaane
kyaa kyaa bhed bataaye
kali jo hans kar phul bani
tab bhanwaraa aa gayaa paas
kali jo hans kar phul bani
tab bhanwaraa aa gayaa paas
chhin bhar me phir chin liyaa sab rang rup aur baas
chhin bhar me phir chin liyaa sab rang rup aur baas
lyrics of song Ek Kali Nazon Ki Pali
Comments on song "Ek Kali Nazon Ki Pali"
reverseswing on Monday, January 28, 2013
This song marks begining of the influence of Arabian Music in Indian film
songs and the credit goes to none other than Music Director Ghulam Hyder.
Listening these songs reminds us those days when the Gramphone Records were
the only source of musical entertainment.
Aadesh Srivastav on Friday, January 25, 2013
amazing song
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Khazanchi (1941)
M Esmail, Ramola, Ajmal, S D Narang, Durga, Manorama, JankidasShamshad BegumWali SahabGhulam HaiderMoti GidwaniKhazanchi at IMDB      Khazanchi at YouTube     |    Khazanchi at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type