ek main aur ek tu
siti ki surili guftgu
taara ri taara ri taara ru, taara ri taara ri taara ru
ek main aur ek tu
siti ki surili guftgu
taara ri taara ri taara ru, taara ri taara ri taara ru
chhat pe baithe panchhi ne pukaara tha
humne samjha siti ka ishaara tha
chhat pe baithe panchhi ne pukaara tha
humne samjha siti ka ishaara tha
dil tarah tarah ke sur lagaata hai
jaanbujhkar fareb khaata hai
tere kuche me gawaai aabru
o ek main aur ek tu
siti ki surili guftgu
taara ri taara ri taara ru, taara ri taara ri taara ru
saans tej hai bukhaar to nahi
nabj dekhana hi pyar to nahi
saans tej hai bukhaar to nahi
nabj dekhana hi pyar to nahi
pyar me ajeeb meri mauj hai
rog bhi wahi hai jo ilaaj hai
baar baar marne ki hai aarju
ek main aur ek tu
siti ki surili guftgu
taara ri taara ri taara ru, taara ri taara ri taara ru
tum ho aur nadi ka ek kinaara ho
sama tumhaari baato jaisa pyara ho
tum ho aur nadi ka ek kinaara ho
sama tumhaari baato jaisa pyara ho
khwaahisho ki raat tape raat bhar
bas tumhaara naam jape raat bhar
door ek fakir gaaye allah ho
o ek main aur ek tu
siti ki surili guftgu
taara ri taara ri taara ru ru ru, taara ri taara ri taara ru
taara ri taara ri taara ru, taara ri taara ri taara ru
Excellent B&W look given to Anand Milind's magical tune. Keep it up. Liked
it very much.