ek majnu tha jahaan me aur ek mai paida hua
wo tha laila par fida aji mai aap par shyada hua
aap rakh lo mohe rakh lo aji rakh lo khidmat me
kabhi to kaam aaunga
rakh lo khidmat me kabhi to kaam aaunga
rakh lo khidmat me kabhi to kaam aaunga
kabhi in gore haatho par tere mehandi lagi hogi
tere mukhade par julf aakar pareshaa kar rahi hogi
to mai chupke se aakar ho ji aakar
ha ha ji aakar haaye to mai chupke se aakar
julf mukhde se hataaunga
rakh lo aji rakh lo khidamat me
kabhi to kaam aaunga
rakh lo khidamat me kabhi to kaam aaunga
rakh lo rakh lo khidamat me khidamat me khidamat me ha

tere kadmo me aakar jhuthe aashiq gir rahe honge
wo dil lekar tumhare pichhe pichhe fir rahe honge
to un dil fek logo ha ji logo hoye hoye ji logo
he to un dil fek logo se tumhe aakar bachaaunga
rakh lo aji rakh lo khidamat me kabhi to kaam aaunga
rakh lo khidamat me kabhi to kaam aaunga
rakh lo rakh lo khidamat me khidamat me khidamat me ha
rakh lo rakh lo khidamat me khidamat me khidamat me ha
rakh lo rakh lo khidamat me khidamat me khidamat me ha
rakh lo khidamat me kabhi to kaam aaunga
rakh lo khidamat me kabhi to kaam aaunga
kasam teri gujarti hi nahi raate judaai ki
agar tune kabhi meri wafaa se bewafaai ki
to in naajuk se haatho ha ji haatho ha ha ji haatho
hoye to in naajuk se haatho se gala tera dabaungi
rakh lo aji rakh lo khidamat me kabhi to kaam aaunga
rakh lo khidamat me kabhi to kaam aaunga
rakh lo ho mohe rakh lo aji rakh lo
rakh lo rakh lo khidamat me khidamat me khidamat me chal be
rakh lo rakh lo khidamat me khidamat me khidamat me ha
rakh lo rakh lo khidamat me khidamat me khidamat me hoye
rakh lo rakh lo rakh lo rakh lo rakh lo rakh lo rakh lo ha
chal be kaale kauwe