kya hua haye ni tujhe kya hua
haal tera kyo bigada hua
ek mera dil ek unka dil
do dil dhadke mere seene me
do dil dhadke mere seene me
ek mera dil ek unka dil
do dil dhadke mere seene me
ye bekrari ye dushwari
ye bekrari ye dushwari
kal tak nahi thi jeene me
ek mera dil ek unka dil
do dil dhadke mere seene me
hosh kyo haye ni jane lage
kyo kadam ladkhadane lage
sambhalta nahi tha sambhale
apna hi dil pahlu me
aa baitha dekho unka bhi dil
gazab ho gaya o yr to gazab ho gaya
sambhalta nahi tha sambhale
apna hi dil pahlu me
aa baitha dekho unka bhi dil
uspe bhaare jaan se maare
uspe bhaare jaan se maare
sawan ke mahine me
ek mera dil ek unka dil
do dil dhadke mere seene me
kuch bata haye ni kuch to bata
sun ke bhi lenede humko mjja
jaise jaise milna humara badhne laga
waise waise mujhpe sajan ka nasha chadne laga
gazab ho gaya o yar to gazab ho gaya
jaise jaise milna humara badhne laga
waise waise mujhpe sajan ka nasha chadne laga
jaan me mahobat deta hai ijjajat
jaan me mahobat deta hai ijjajat
chori chori seene me
ek mera dil ek unka dil
do dil dhadke mere seene me
sab suna haye ni khul ke suna
tajurba ye kisi se mulakaat ka
chhune se unke ye kaya jalne lagi
dheere dheere barf ke jaise pighalne lagi
gazab ho gaya o ye to gazab ho gaya
chhune se unke ye kaya jalne lagi
dheere dheere barf ke jaise pighalne lagi
neend khuli to so ke uthi to
neend khuli to so ke uthi to
bhar gayi mai pasine me
ek mera dil ek unka dil
do dil dhadke mere seene me
do dil dhadke mere seene me
ye bekrari ye dushwari
ye bekrari ye dushwari
kal tak nahi thi jeene me
ek mera dil ek unka dil
do dil dhadke mere seene me