ek naa ek din, tum aaoge
mil jayenge aise ham tum
kabhi kabhi akele me, hamko aise lagta hain
har din ke uljhano me, ye dil uljha
ham yaha, aur tum kahan
is tarah bin tere kitane
taare gine ki raate rang gayi
phulo ka sehara wo baandh ke subah aa gayi
aankhe khuli svera hua
ke dil ne kaha
aise na ho ki yu dur ho jaye
deri hui aur ruk bhi naa paaye
ek na ek din, tum aaoge
mil jayenge aise ham tum
ek na ek din, aise ham tum
abhi abhi vafaao ko hamne tu na jana hain
ham ye nahi kahte ki mohabbat hamne samjha hain
pyaar vafa, irade kasam
bhula ke har gam yun hi manjil
hamko tay karna padata hain
ham jo nahi hain, hamko vaise banna padta hain
khush hain kaun, jahir huaa
aisa ye jaha
har sada dil ki tujhko bulaye
jay kahi bhi ham, tujhko hi paye
ek na ek din, tum aaoge
mil jayenge aise ham tum
ek na ek din, aise ham tum