ek nahi hum do nahi
hum teen nahi hur char nahi
hum hai pure paanch
ek nahi hum do nahi
hum teen nahi hur char nahi
hum hai pure paanch
yaaro ki jami aisi yaari, yaari
yaaro ki jami aisi yaari, yaari
ho gaye hazaaro pe bhari
ek nahi hum do nahi
hum teen nahi hur char nahi
hum hai pure paanch
ll la ll la ll la
ll la ll la ll la
sab kahne ki baate hai ji
ye karna hai wo karna hai samjhe
sab kahne ki baate hai ji
ye karna hai wo karna hai samjhe
kismat ke hai sare jalwe
kya jeena hai kya marna hai samjhe
are khayenge ya payenge
din sunhare aayenge
khayenge ya payenge din sunhare aayenge
baant lenge jo bhi hume milega nasib se
zindagi ko dekhenge hum
aur bhi karib se
ek nahi hum do nahi
hum teen nahi hur char nahi
hum hai pure paanch
pal do pal me sach hone hai
apne sare jivan bhar ke sapne
pal do pal me sach hone hai
apne sare jivan bhar ke sapne
yu lagta hai duniya bhar ki
daulat jaise kadmo me hai apne
are kal ki baat bhulana hai
apna aaj zamana hai
kal ki baat bhulana hai
apna aaj zamana hai
baant lenge jo bhi hume milega nasib se
zindagi ko dekhenge hum
aur bhi karib se
ek nahi hum do nahi
hum teen nahi hur char nahi
hum hai pure paanch
ek nahi hum do nahi
hum teen nahi hur char nahi
hum hai pure paanch
yaaro ki jami aisi yaari, yaari
yaaro ki jami aisi yaari, yaari
ho gaye hazaaro pe bhari
ek nahi hum do nahi
hum teen nahi hur char nahi
hum hai pure paanch