ek puraana mausam lauta
ek puraana mausam lauta
yaad bhari purvayi bhi
ek puraana mausam lauta
yaad bhari purvayi bhi
aisa to kam hi hotha hai
wo bhi ho tanhaayee bhi
ek puraana mausam lauta
yaad bhari purvayi bhi
yaadon ki bauchaaron se jab palke bheegne lagti hai
yaadon ki bauchaaron se jab palke bheegne lagti hai
kitni soundi lagthi hai tab
kitni soundi lagthi hai tab
maanjhi ki ruswaee bhi
ek puraana mausam lauta
yaad bhari purvayi bhi
do do shaklen dikthi hain is behke se aayine mein
do do shaklen dikthi hain is behke se aayine mein
mere saath chala aaya hai
mere saath chala aaya hai
aapka ik saudayee bhi
aisa to kam hi hotha hai
wo bhi ho tanhaayee bhi
khamoshi ka haasil bhi ik lambi si kamoshi hai
khamoshi ka haasil bhi ik lambi si kamoshi hai
unki baath suni bhi humne
unki baath suni bhi humne
apni baat sunayi bhi
aisa to kam hi hotha hai
wo bhi ho tanhaayee bhi
ek puraana mausam lauta
ek puraana mausam lauta
yaad bhari purvayi bhi
Ek purana mausam lauta, yaad bhari purvayi bhi, Aisa to kam hi hota hai Woh
bhi ho tanhayee bhi... Yaadon ki bauchharon se jab palkein bhigne lagati
hai, Kitani saundhi lagti hain tab mazee ki rusavayi bhi... Do do shaklein
dikhti hain is behke se aaine mein, Mere saath chala aaya hai Aapka ek
saudayi bhi... Khamoshi ka hasil bhi ek lambi si khamoshi hai, Unki baat
suni bhi Humne Apni baat sunayi bhi...!!! MISS YOU JAGJIT JI...