ek sadak chhap se pala pad gaya
ek sadak chhap se pala pad gaya
ab kya hoye hairan meri sone ki
jawani jaye kodiyo ke daam
haye re sone ki jawani jaye
kodiyo ke daam raam ho ho raam ho
yahi sadak chhap sa dheri sabke
yahi sadak chhap sa dhera sabke aade tirchhe kaam
basti bhar ka main dulara ae ri bajju mera naam
basti bhar ka main dulara ae ri bajju mera naam
ek sadak chhap se paala pad gaya
ek rajaai do jano khecha tani hoye
jiske hisse aa gayi wo raha chain se soye
ke jadan mar gayi re ke sun jangaliya
ke jadan mar gayi re sun jangaliya
pani mein rahne wali kahti hua hai jukham
basti bhar ka main dulara bajju bajju mera naam
meri sone ki jawani jaye kodiyo ke daam
ke jadan mar gayi re ke sun jangaliya
kiske khatir kajara dala gajra sajaya
kiske khatir kajara dala gajra sajaya
besharmi ka path tohe kisne padhaya
kisi mere jaise dil wale ki
kisi mere jaise dil wale ki ban ja gulam
meri sone ki jawani jaye kodiyo ke daam
basti bhar ka main dulara bajju bajju mera naam
sur na samjhe taal na jane banta hai gawayiya
sur na samjhe taal na jane banta hai gawayiya
jo raste pe rahte tu to usi hai bhaiya
naam karodimal par anti mein
are naam karodimal par anti mein nahi hai chhadam
meri sone ki jawani jaye kodiyo ke daam
basti bhar ka main dulara bajju bajju mera naam
tere pichhe chhodi maine din bhar ki majduri
tere pichhe chhodi maine din bhar ki majduri
tere kaam ko jana sare kamo se jaruri
aadha aadha baat ke lenge
chal aadha aadha baat ke lenhe aaye jo inam
chale hamra bhi kaam chale tumhara bhi kaam
yaha aaye jo log unhe hamra salam
ae ji hamra salam haa ji hamra salam
ho raama