ek sangdil se pyaar kiya
is dhokhe me aaye hum
ek sangdil se pyaar kiya
is dhokhe me aaye hum
jab bhi usne khataye ki
jab bhi usne khataye ki
badle me sharmaye hum
ek sangdil se pyaar kiya
is dhokhe me aaye hum
uska saath mila to kuch
khwab bune the humne bhi
khwabo ke gulzaaar se
phool chune the humne bhi
phool chahe the magar haath me aaye patthar
humne aaho se mohabbat me sulae patthar
unke kadmo ke tale chaand sitaare dekhe
unke kadmo ke tale chaand sitaare dekhe
apni raaho me sulagte hue paaye patthar
uska saath mila to kuch
khwab bune the humne bhi
khwabo ke gulzaaar se
phool chune the humne bhi
daaman sulga to dekha
daaman sulga to dekha
angaare bhar laaye hum
ek sangdil se pyaar kiya
is dhokhe me aaye hum
tukde tukde hogyi jo tasveer banai thi
jiske peeche bhaage hum
wo to ek parchayi thi
shor dil me macha hi rehta hai
kuch na kuch toothaa hi rehta hai
sookh jaate hai aankh me aansu
sookh jaate hai aankh me aansu
jakhm dil ka bhara hi rehta hai
tukde tukde ho gayi jo tasveer banai thi
jiske peeche bhaage hum
wo to ek parchayi thi
kal tak uski jaan the
kal tak uski jaan the
ab ho gye hai paraye hum
ek sangdil se pyaar kiya
is dhokhe me aaye hum
jab bhi usne khataye ki
badle me sharmaye hum
ek sangdil se pyaar kiya
is dhokhe me aaye hum