Thumb | Song Heading | Singer | Composer | Lyricist | Actor | Film (Year) | Category |
---|---|---|---|---|---|---|---|
Ek Savaal Main Karu, Ek Savaal Tum Karo 4.54 - 154 votes | Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan | Shailendra | Rajendra Kumar, B Saroja Devi | Sasural (1961) |
Movie | Film Cast | Singer | Lyricist | Composer | Director | Producer | External Links | Video Links |
---|---|---|---|---|---|---|---|---|
Sasural (1961) |
Rajendra Kumar, B Saroja Devi, Ratna Mala, Mehmood, Lalita Pawar, Ulhas Wasti, Dhumal, Randhir Kapoor, Jayashree Gadkar, Shobha Khote, Leela Mishra, Wasi | Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Mukesh | Hasrat Jaipuri, Shailendra | Shankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal | T Prakash Rao | Sasural at IMDB Sasural at Wikipedia | Sasural at YouTube | Sasural at YouTube - 2 |
28/09/2015 - My 2nd post - on Happy Birthday Lata ji -Duet-Song :Ek Savaal
Tum Karo
---------------------------------------------------------------------------------------------------
Movie: Sasural - 1961
Singer(s): Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
Music Director: Shankar Jaikishan
Lyricist: Shailendra
Actors/Actresses: Rajendra Kumar, B Saroja Devi
ek saval mai karu ek saval tum karo
ek saval mai karu ek saval tum karo
har saval ka saval hi javab ho
ek saval mai karu ek saval tum karo
ek saval mai karu ek saval tum karo
har saval ka saval hi javab ho
ek saval mai karu ek saval tum karo
pyar ki bela sath sajan ka phir kyo dil ghabaraye
naihar se ghar jati dulhan kyo naina chhalakaye
hai malum ki jana hoga duniyan ek saray
phir kyo jate vaqt musafir roye aur rulaye
phir kyo jate vaqt musafir roye aur rulaye
ek saval mai karu ek saval tum karo
chand ke mathe dag hai phir bhi chand ko laj na aaye
uska ghatata badhata chehara kyo sundar kahalaye
kajal se naino ki shobha kyo duguni ho jaye
gore gore gal pe kala til kyo man ko bhaye
gore gore gal pe kala til kyo man ko bhaye
ek saval mai karu ek saval tum karo
ujiyare me jo parachhayi pichhe pichhe aaye
vahi andhera hone par kyo sath chhod chhup jaye
sukh me kyo ghere rahate hai apne aur paraye
buri ghadi me kyo har koi dekh ke bhi qataraye
buri ghadi me kyo har koi dekh ke bhi qataraye
ek saval mai karu ek saval tum karo
ek saval mai karu ek saval tum karo
har saval ka saval hi javab ho
ek saval mai karu ek saval tum karo
ek saval mai karu ek saval tum karo
एक सवाल मैं करूँ एक सवाल तुम करो
हर सवाल का सवाल ही जवाब हो
एक सवाल मैं करूँ ...
प्यार की बेला साथ सजन का फिर क्यों दिल घबराये
नईहर से घर जाती दुल्हन क्यों नैना छलकाये
है मालूम कि जाना होगा, दुनियाँ एक सराय
फिर क्यों जाते वक़्त मुसाफ़िर रोये और रुलाये
- फिर क्यों जाते वक़्त मुसाफ़िर रोये और रुलाये!
एक सवाल मैं करूँ ...
चाँद के माथे दाग है फिर भी चाँद को लाज न आये
उसका घटता बढ़ता चेहरा क्यों सुन्दर कहलाये
काजल से नैनों की शोभा क्यों दुगुनी हो जाये
गोरे गोरे गाल पे काला तिल क्यों मन को भाये
- गोरे गोरे गाल पे काला तिल क्यों मन को भाये
एक सवाल मैं करूँ ...
गा गा गा रे गा रे ...
उजियारे में जो परछाई पीछे पीछे आये
वही अन्धेरा होने पर क्यों साथ छोड़ छुप जाये
सुख में क्यों घेरे रहते हैं अपने और पराये
बुरी घड़ी में क्यों हर कोई देख के भी क़तराये
- बुरी घड़ी में क्यों हर कोई देख के भी क़तराये
एक सवाल मैं करूँ ...