Lyrics of Ek Se Bhale Do Do Se Bhale Chaar, Manjil Apni Dur Rasta Karna Paar - एक से भले दो दो से भले चार मजिल अपनी दूर रस्ता करना पार
ek se do bhale do se bhale char
manjil apni dur hai rasta karna par
ek se do bhale do se bhale char
manjil apni dur hai rasta karna par
hum haste gate chal diye haste gate chal diye
hum mauj udate chal diye mauj udate chal diye
hum haste gate chal diye mauj udate chal diye
ekta ki been se sur milake chal diye
ekta ki been se sur milake chal diye
sath sath baj rahe hai dil ke tar tar
ek se do bhale do se bhale char
manjil apni dur hai rasta karna par
ye tedhe medhe rashte medhe rashte
ye unche niche raste niche raste
ye tedhe medhe rashte ye unche niche raste
isliye baanye gaaye hai hamare waste
isliye baanye gaaye hai hamare waste
sikh le musibato ko kaise karna par
ek se do bhale do se bhale char
manjil apni dur hai rasta karna par
hum thakne walo me nahi thakne walo me nahi
hum rukne walo me nahi rukne walo me nahi
hum thakne walo me nahi hum rukne walo me nahi
aasma ke samne bhi jhukne walo me nahi
aasma ke samne bhi jhukne walo me nahi
aaye afto ke bhala andhiya hazar
ek se do bhale do se bhale char
manjil apni dur hai rasta karna par
hum aage badte jayenge aage badte jayenge
hum unche chadte jayenge unche chadte jayenge
hum aage badte jayenge hum unche chadte jayenge
apni kamjoriyo se khud hi ladte jayenge
apni kamjoriyo se khud hi ladte jayenge
gate jayenge sabhi hum ye bar bar
ek se do bhale do se bhale char
manjil apni dur hai rasta karna par
ek se do bhale do se bhale char
manjil apni dur hai rasta karna par
FILM: "HUM PANCHHI EK DAAL KE" = 1957.
Film cast: Master Romi, Satish Vyas, Daisy Irani, Jagdeep, David, Maruti,
Murad, B M Vyas, Mohan Choti, Amirbai Karnataki, Achla Sachdev
Singer: Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur, Shamshad Begum
Lyricist: Pyarelal Santoshi
Music Director: N Dutta
Film Director: P L Santoshi