ek to pyar ki umar hai thodi, dhal na jaye jawani nigodi

yahan bistar pe pade pade mera ang ang tute

wahan yaro ke sang mera balma hukka fuke

o dekho hukka fuke, dekho hukka fuke
dekho hukka fuke, dekho hukka fuke
kaate raat se tanhai, balam mila mujhko harjaai
thandi se main thar thar kaanpu
khud ko liaaf ke ander dhanku

soch milan ki baat dil me jwala fute
wahan yaro ke sang mera balma hukka fuke
wahan yaro ke sang mera balma hukka
o dekho hukka fuke, dekho hukka fuke
dekho hukka fuke, dekho hukka fuke
naam bada par darshan chhote, piya mere budhhi se mote
waise to hai naam mard ko par na mita paye ye dard ko

meri tarah na kisi aur ki kismat fute