toot ke hum dono mein
jo bacha wo kam sa hai
ek tukda dhoop ka
andar andar namm sa hai
ek dhaage mein hain uljhe yu
ke bunte bunte khul gaye
hum the likhe deewaro pe
baarish huyi aur dhul gaye
toot ke hum dono mein
jo bacha wo kam sa hai
ek tukda dhoop ka
andar andar nam sa hai
toote fute khwab hi haye
duniya me rahna kya
jhuthe muthe waado ki haye
lahro mein bahana kya
ho dil ne dil mein thana hai
khud ko phir se pana hai
dil ke hi sath mein jaana hai
toot ke ham dono mein
jo bacha wo kam sa hai
ik tukda dhoop ka
andar andar nam sa hai
socho jara kya the ham haye
kya sekya ho gaye
hijar wali raato ki haye
kabro mein so gaye
ho tum hamare jitne the
sach kaho kya utne the
jaane do mat kaho kitne the
raasta ham dono mein
jo bacha wo kam sa hai
ek tukda dhoop ka
andar andar nam sa hai
toot ke ham dono mein
jo bacha wo kam sa hai
ek tukda dhoop ka
andar andar nam sa hai