Jisne chot na khaayi ho
Woh chehera kya pehchaanega
Dil ka dard toh yaaron
Koi dilwaala hi jaanega
Ik dard sabhi ko hota hai
Ik marj sabhi ko hota hai
Dil na ro ai dil na ro
Tere saath yeh aasmaan rota hai
Ik dard sabhi ko hota hai
Dil na ro ai dil na ro
Kaun kehata hai
Sabako ghum nahi hai
Haan yeh kahon ke
Sabki aankhein nam nahi hai
Bhari mehfil mein dil hasata hai
Tanhaayi mein rota hai
kisi ko yaad karna bhi
bada duswaar hota hai
Kaun kehata hai sabko gum nahi hai
Haan yeh kaho ki sabki aanhein nam nahi hai
Tanhaayi mein chupake se ro lete hain
Gum ka jehar pi pike ji lete hai
Dil na ro o o o dil na ro
Yahin hashrr sabhi ka hota hai
Ik dard sabhi ko hota hai
Dil na ro ai dil na ro
Dushwaariyaan sabhi ki
Zindagi mein hai aa aa aa
Musibat ki ghadi mein
Kaun kisaka saath deta hai
Andhere mein toh saaya bhi
Juda insaan se rehata hai
Dushwaariyaan sabhi ki zindagi mein hai
Majburiyan sabhi ki zindagi mein hai
Tadpaata rahein jo saari umar
Woh ik waakiya sabhi ki zindagi mein hai
Dil na ro ai dil na ro
Yahi kehar sabhi pe hota hai
Ik dard sabhi ko hota hai
Dil na ro ho o o o dil na ro
mai kehti hu ke...SABKO GAM NAHI HAI.duniya mei bahut se khushnaseeb
aise bhi hai