excuse me, kya re, mera dil tere pe fida re
excuse me, kya re, mera dil tere pe fida re
bus stop pe dekha tujhe pahli baar
jhatke me ho gaya tere se pyar
bolta hu mai sachi bat, samajh mat bakwas yaar
excuse me, ha bol na, mai pehle se shadi shuda re
excuse me, kya re, mera dil tere pe fida re
excuse me, kya re, mera dil tere pe fida re
airport pe dekha tujhe pahli baar
flight me ho gaya tere se pyar
bolta hu mai sachi bat, please try to understand me yaar
excuse me, kya re, mai do bachho ki maa re
abhi to hu sala roadpati, ladki chahu karodpati
jiske das barah bangle ho, banana chahu mai uska pati
uske pas ferari ho, jisme meri sawari ho
foreign voreign mai ghumu, nri ki woh chhori ho
hogi kaha aisi ladkiya, dhundu kaha unko
excuse me, kya re, mera dil tere pe fida re
excuse me, kya re, mera dil tere pe fida re
race course me dekha tujhe pehli bar
counter pe ho gaya tere se pyar
bolta hu mai sachi bat, samajh mat bakwas yar
excuse me, kya re, police me hai mera miya re
hey rang se kya lena hai, paise wali pana hai
kya karu mai bhi yaro, mehnga bada jamana hai
ghar jamai ban jau, baithkar mewa khau
uske bap ke paiso ko, apni jeb se lutwau
hogi kaha aisi titliya, dhundu kaha unko
excuse me, kya re, mera dil tere pe fida re
excuse me, kya re, mera dil tere pe fida re
barsat me dekha tujhe pehli bar
chhate me ho gaya tere se pyar
bolta hu mai sachchi baat, kabhi to samjha kar yaar
excuse me, bol re, dekhe hai mera piya re
excuse me, kya re, mera dil tere pe fida re
excuse me, kya re, mera dil tere pe fida re
theater me dekha tujhe pehli baar
interval me ho gaya tere se pyar
bolta hu mai sachi baat, arre tu to mann ja
excuse me, yes please, ban ja mera bhaiya re
excuse me
Wow!! Society has changed so much. In today's time, saying "mein do
bachchon ki ma re" or "mein already shadi-shuda re" hardly is an issue in
trying a girl. And even worse if this sing was sung today, there will be
one who says, "Mere koh sirf larkion se pyar re" and "mein ex-change
operation kiya re".