Video of this song from youtube
Lyrics of Falaq Milega Tujhe Kya Hame Mitane Se, Ye Muhabbat Naa Mitegi - फ़लक़ मिलेगा तुझे क्या हमें मिटाने से, ये मोहब्बत ना मिटेगी
falaq milegaa tujhe kyaa hame mitaane se
ye mohabbat naa mitegi kabhi zamaane se
alaq milegaa tujhe kyaa hame mitaane se
ye mohabbat naa mitegi kabhi zamaane se

uthaa ke ranj ye dil chur ho gayaa itnaa
uthaa ke ranj ye dil chur ho gayaa itnaa
ke thes lagati hai haay
ke thes lagati hai kaliyo ke muskuraane se
ye mohabbat naa mitegi kabhi zamaane se

jiye to kiske liye tum hi jab nahi apne
tum hi jab nahi apne
jiye to kiske liye tum hi jab nahi apne
tum hi jab nahi apne
ke ji rahe the haay
ke ji rahe the abhi tak isi bahaane se
ye mohabbat naa mitegi kabhi zamaane se

jahaan ne kah diya baadal hai aasmano ke
dhuan uthaa hai ye haay
jahaan ne kah diya baadal hai aasmano ke
dhuan uthaa hai ye haay
dhuan uthaa hai ye mere hi aashiyane se
ye mohabbat naa mitegi kabhi zamaane se
falaq milegaa tujhe kyaa
lyrics of song Falaq Milega Tujhe Kya Hame Mitane Se, Ye Muhabbat Naa Mitegi
Comments on song "Falaq Milega Tujhe Kya Hame Mitane Se, Ye Muhabbat Naa Mitegi"
RSS377 on Sunday, May 02, 2010
Beautiful song. There is another great song from this film-Choom Chana na
payal bole.. main to teri ho li". Anybody got this one?
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Ghar Ghar Mein Diwali (1955)
Jagirdar, Shyama, Sajjan, Manorama, Eruch TaraporeLata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Sudha Malhotra, S D Batish, S BalbirIndeevar, Prem DhawanRoshanJagirdarGhar Ghar Mein Diwali at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type