Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.50 - 6 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Fariyad Na Kar Aansu Na Baha - फ़रियाद ना कर आँसू ना बहा
fariyad na kar aasu na baha
fariyad na kar aasu na baha
itni badi dunia me teri kaun sunega
itni badi dunia me teri kaun sunega
kaun sunega kaun sunega
fariyad na kar aasu na baha
fariyad na kar aasu na baha

kismat ne tere sine pejo, teer hai mara
teer hai mara
kismat ne tere sine pe, jo teer hai mara
sindur mitaya tera ghar bar ujada
chhin ke tujhse tere jiwan ka sahara
do pal ki suhagan tujhe kahte hai vidhwa
kahte hai vidhwa
fariyad na kar aasu na baha
fariyad na kar aasu na baha

kato bhara rashta tera jiwan ka saheli
jina hi padega tujhe duniya me akeli
bigdi hui takdir pe ab rona ye kaisa
bedard zamana teri halat pe hasega
halat pe hasega
fariyad na kar aasu na baha
fariyad na kar aasu na baha
lyrics of song Fariyad Na Kar Aansu Na Baha
Comments on song "Fariyad Na Kar Aansu Na Baha"
Riaz Ali on Thursday, May 19, 2011
Excellent. Amirbai aur Zphrabai to zamana saz tey/ inhon ne aise waqt me
qadam rakha keh us waqt koi utaad naam ka koi tha hi nahin. Shukriya.
Basheer Ahmed Khan Azeemi on Thursday, May 19, 2011
@56riazali ba'ja farmaya aapne . amirbai aur zohrabai ki gayeki lajawab
thi aur aaj bhi hai..
Basheer Ahmed Khan Azeemi on Wednesday, May 18, 2011
@deepaksgulvadi u r right ... AR Qureshi is the famous tabla player Allah
Rakha Khan...
TheEvergreenclassics on Tuesday, January 22, 2013
I have this song in noisy audio.. u have done exceelent job with pure quality.
thanx.
deepaksgulvadi on Wednesday, May 18, 2011
Thanks for this rare upload. Is Allah Rakha Qureshi the famous Tabla
Maestro?
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Ghar (1945)
Iftekhar, NawabZohrabai, Amirbai Karnataki, Allah Rakha, Rajkumari, Afzal LahoriRoopbaniAllah RakhaGhar at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type